Song: | Kadar Na Jaane |
Singer: | Ipsitaa , Surabhi |
Music: | Arjuna Harjai |
Lyrics: | Surabhi Dashputra |
Kadar Na Jaane Lyrics
Karega pyaar ki woh baatein
Banega wo bechara
Tujhe ye bhi main bata doon
Rahega woh aawara
Milne ka jab main bolu
Deta koi bahaana
Kehta hai har kisi ko
Uska hi wo deewana
Kadar na jaane
Daiya na jaane re
Kadar na jaane
Saiyaan na jaane re
Qadar na jaane
Qadar na jaane
Hui baimani re
Aankhon ke padh na sake jo ishaare
Kaise nikammon se dil na laga re
Jhoothi ye kasmein hai jhoothe ye laare
Bhaad mein jaayein ye saare ke saare
Abhi too sunti jaa rahi hai
Kahein jo uski aankhein
Fir na aayengi samajh me
Samajhdaari ki baatein
Abhi dekhe tu uske sapne
Wohi teri kahani
Aur bewajah firre tu
Ban ke uski deewani
Par woh toh
Kadar na jane
Daiya na jane re
Kadar na jaane
Saiyaan na jaane re
Kadar na jaane
Hui baimani re
Na jane na jane
Kadar kadar na jaane na jane
Kadar na jaane hui baimaani re…